Earn Money !!Write Blogs or Earn through Referrals Read More
Politics Uncategorized

RUSSIA’S STRATEGY TO PROTECT WORLD FROM NATO CRUELTY

  • May 30, 2022
  • 5 min read
  • 224 Views
RUSSIA’S STRATEGY TO PROTECT WORLD FROM NATO  CRUELTY
Russia's strategy to protect World from NATO Cruelty 1 Boht hi Important Topic hai jis Pe focus or Study karna Bohat hi Zruri hai. Aaj 12th March 2022 ka din hai aur aalmi media ne 12 ghantay qabal ki aik video jari ki hai, jis mein Ukrain ke darlhkomt Kaif ( kyiv ) mein RUSSIAN TANKS ki aik Heavy Amount daakhil hotay hue nazar aa rahi thi. RUSSIAN TANKS ka dakhla yaqeenan aik barri fatah ki alamat hai, lekin is video mein ahem tareen Fact TANKS ka dakhla nahi, balkay is tank par lahraya jane wala FLAG hai. yeh FLAG RUSSIA ka nahi tha, balkay sabiq SOVIET UNION  ka tha, jo 1991 ko duniya ke naqshay se gayab ho gaya tha. Is FLAG ko dekh kar ye Article is Website ky Users ky lye Likha ja raha hai.

25 December 1991 ko MOSCOW par aakhri bar SOVIET UNION ka jhanda lahraya gaya. is ke baad woh duniya ke naqshay se gayab hojata hai. is waqt Soviet Union duniya ka sab se bara mulk tha. is ka Raqba 22 laakh murabba KM se ziyada tha. Is ke sath hi duniya ke naqshay par 15 naye mumalik zahir ho jatay hain aur 72 saal ke baad achanak duniya ke naqshay se Soviet Union ka gayab hona’ aik bohat bara sawalia nishaan peechay chore gaya tha.

SOVIET UNION aik ittehaad tha, jo October 1917 ke Inqalab ke baad duniya ke naqshay par ubhra tha.‘ ‘ Union of Soviet socialist republic’ ‘, RUSSIA ki SCHWARTZ PARTY‘ ‘ ke PRESIDENT anay ke baad qaim hwa tha. 1922 mein 4 Democratic yani Russia, Bailarose, Ukrain aur Trascokinin ke bahami cooperation se usay yeh shakal di thi. Agay chal kar 15 mazeed Democracies is ka hissa ban gayeen. Stalin ke ehad iqtidaar mein usay mazeed mustahkam banaya gaya. is terhan WORLD WAR 2 ke baad woh duniya ki super power ke tor par ubhra tha. sath hi riyasat haye Combine America ( USA ) ke sath sard jung shuru hojati hai. taqreeban 5 decades tak International siyasat par ghalib rehne ke baad a seen mein kamzoriyon ke asraat zahir hona shuru ho gaye thay. yahan sawal peeda hota hai k aisay kon se motivations thay, Jo is ke International siyasat se gayab honay ki waja banay.

Analysts ke mutabiq aisay awamil ko 2 hisson mein taqseem kya ja sakta hai : bairooni aur androoni awamil un ki shanakht aik Absolute riyasat ke tor par ban chuki thi. Mulk mein aik hi Political Party thi. doosri ahem bat poooray nizaam par Russia ki baala dasti qaim thi. aik affect yeh phelaya gaya k poooray Soviet Union mein sirf Russia ke mafadaat ko hi muqaddam rakha gaya. kisi doosri riyasat ki koi ahmiyat nahi thi. Sarkari zabaan aik hi thi jo Russia ki thi, kisi doosri riyasat ki zabaan ko koi ahmiyat haasil nahi thi, nah hi unhein promote karny ki koi hikmat e amli waza ki gayi thi. Other States mein Russian Qoum parasti bhi aik ghambeer masla ikhtiyar kar chuki thi. Union ki kisi aur riyasat ki Saqafat(Culture) ko tahaffuz haasil nahi tha. Un wajohaat ki waja deegar reyaston ko Soviet Union Russia se nafrat peda hona shuru hogayi. Tamam riyasten is Absolute se bahar aana chahti theen. Cold War ke douran Soviet Union ne difaa aur khalaa ki taskheer par –apne expenses ka kaseer hissa kharch karna shuru kardiya tha, jis ki waja se qaumi samaji dhancha nazar andaaz hona start hogaya tha. Infrastructure ki taamer affect ho rahee thi. Economical surat_e_ haal buri hoti ja rahi thi. Logon ki daily ki bunyadi zaroriat bhi pareshan kar rahi theen, jis ke baais awam mein be-cheeni barhna shuru hogayi thi.

Bayroni awamil, jinhon ne mil kar SOVIET UNION ko kamzoor krny mein Ehm kirdar adda kiya tha. Un me Prominent effect SOVIET UNION k sath mutual capitalist countries k famous democratic states ka propaganda tha. Russia k sath jo European states k bare me ye baat phelai gayi k Ye Germany, France aur Europe ki deegar states SOVIET UNION ki nisbat ziada khush haal aur azaad hain, jab k ye countries un k muqable me boht pechy reh gaye hain. Cold War k doran Western powers ne apne bare me taraqqi aur khush hali ka bharpor propaganda kiya. Is k natije me Russian States k awaam ne apne itehad k bare me nafrat, indifference, insignificance, resentment, boredom aur dislike jaisy marz paida kiye gaye. Jab k yahan sawaal ye paida hota hai k ye problems aur us se milty julty deegar tamam problems all countries aur tamam nations e bhi hoty han, lekin un ka wajood phir bhi barqraar hai. At the end SOVIET UNION Ittehad 1991 me hi ku toot jata hai.

Is ki bunyad banny waly tamam motivators jo SOVIET UNION ki tehleel ka baais bane, Jaiza leny ki koshish karty hain. Aik Suggestion ye hai kay SOVIET UNION ka tootna Gorbachev k iqtidar me aane ki waja se hua tha. Gorbachev March 1985 me Russian ki communist party kay Secretaryn General banty hain. Mulki Policies mein tezi se tabdeliyan lany kay liye aqdamaat uthaty hain. SOVIET UNION k social infrastructure ka jaiza leny kay bad unhon ne 2 maqala jaat tehreer kiye; “Glass nost aur Press Trika”.


About Author

Hafiz Irfan Hussain

Writer

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *