Srilanka mein Petrol sirf Ambulance ke liye rah Gaya

Bankcorrupt hone ke bad Srilanka mein petrol sirf ambulance ke liye rah Gaya. Agy Kya hoga Sab ko Sri Lanka ki fikar Honey lagi hai.
Jaisa ki aap jante hain srilanka mein bankruptcy ke bad petrol ki price bahut jyada ho gai thi. Petrol itni kam rah gai hai ke srilanka ki hukumat ne elaan Kiya hai petrol sirf ambulances ko Diya jaega. Sri lanka ke wazir bijali aur tava nayi ka kahana hai ki petrol ka bahut kam jakhira maujud hai jo ambulance jaisi jaruri khidmat ke liye jari Kiya ja Raha hai
Parliment mein byan dete hue sri lankan wazir e Azam ne kaha ki shrilanka ke pass petrol shipments ki yad aaegi ke liye dollars nahin hai Colombo Court per petrol se payment 28 March se mujood hain.
Unhon nay mazeed kaha ke hukumat petrol hasil karne ke liye koshish kar rahi hai, credit later kholne ke liye dollar ki kilat hai, Ham funds talash karne ke liye kam kar rahu hain.
unka yah bhi kahana tha ki kamaskam hafte ke aakhir Tak petrol nahin hoga shahri 2 din tak petrol ke liyeline na bnayen.
khayal Rahe SriLanka is time ek mushkil condition mein hai petrol ka jakhira ek din ka hi bacha hai. Ham ummid karte Hain ki srilanka is mushkil condition se bahut jald nikal aaega.
agar aapko yah artical pasand aaya hai to apna feedback comments mein jarur dijiye agar aapko hamare se Koi sawal hai to support and contact mein Tanya Krein.Shurkiya